← All kirtans

Peechhe Padyo Saanwariya

More Kirtans

Lyrics

Peechhe padyo saanwariya ho re, peechhe padyo saanwariya...

Radha kab tak ho,
Radha kab tak badan chhipaaye rahegi, tere peechhe padyo saanwariya (2)
Peechhe padyo saanwariya... (2)

Aasan maar kuwa pe baithyo (6)
Radha jal bharwe ko to aavegi, tere peechhe padyo saanwariya (2)
Peechhe padyo saanwariya...

Aasan maar marg me baithyo (6)
Radha dadhi bechwe ko to aavegi, tere peechhe padyo saanwariya
Peechhe padyo saanwariya...

Aasan maar rasoi me baithyo (6)
Radha bhojan karwe ko aavegi, tere peechhe padyo saanwariya (2)
Peechhe padyo saanwariya...

Aasan maar ke sej pe baithyo (6)
Radha podhwe ko to aavegi, tere peechhe padyo saanwariya (2)
Peechhe padyo saanwariya...

Aasan maar hridaya baithyo (6)
Radha kabhu na, kabhu na bhool to paavegi, tere peechhe padyo saanwariya (2)
Peechhe padyo saanwariya...

Peechhe padyo saanwariya (2)
Radha kab tak badan chhipaavegi...

Bol Shree Krishna Kanhaiya Laal ki jay
Dwarkadhish ki jay
Bol Shree Giriraj Dharan ki jay

Tere peechhe padyo saanwariya

Take it with you

Keep this kirtan for offline listening in the mobile app.