Murali Hamasom Bair
Lyrics
Murali hamason bair dridhayau ||
Chali nipat itray nenkahi Hari adharan parsayau ||1||
Phooli phirat Shyam kar baithi yonhi garv badhayau ||
Jyon nirdhan dhan pay achanak nayan akash chadhayau ||2||
SoorShyam dekhat sihat hain takoon jay rijhaye ||
Tribhuvanpati Shripati je kahavat tin murali bas paye ||3||